Container Gardening

सबसे आसान है बैगन लगाना grow brinjal or egg plant in container



#indianterracegardeningart #kitchingarden #howwegrowbtinjaloreggplant
#homegarden

26 Comments

  1. Madam ji Namaskar
    Madam ji hamne begun ke 8 plant lagaye hai unke leaf Achanak murjhane lage hai jankari lene per bataya ki spider Mite laga hai aur hamne dekha is me mile bug bhi laga hai Please koye upchar bataye I hope your reply early as possible thank you

  2. Anti ji 🙏.Anti ji mujhe abhi gardening karte hue abhi 4 months hue hai.maine kar ke bahut kuch sikha hai apni galtio se.aur use sudhara hai aapse sikh kar.aur aaj meri chat ke aadhe se jyda jagah me plants lage hai.bas mai kido se jarur pareshan ho jati hu.kyuki wo ek se dusre me fail jate hai.thank u Anti ji aap aise hi guide karte rahiye.

  3. Belon m bahut saare flowers aa rahe h kaise pata lagayen ki male h ya female sabhi same tarike ke flowers h

  4. Mam chhote contener ki vajah or sahi mitti na hone ki vajah se hi meri vegitable nahi hoti…
    Per bhaji bahot acchi hoti he 😊🙏
    Koshish jari he 🥰🙏🙏

  5. Anti ji lauki ke plant pe female flower to bahut aa rahe hai lekin male ek bhi nhi.kya karu.mai soch rahi hu.taroi aur lauki ka cross pollination kara du kya.dekhu kya hota hai.aap bataiye

  6. maam me aapke chenal ka subscriber or regular viewer hu. me abhi pehli baar strawberry ke podhe nursery se laya hu but unme collar rot disease ho gai he. new growth bhi aa rhi he but old growth ek ek karke gir rhi he… please guide.

  7. नमस्ते दीदी । में आपकी नियमित दर्शक हूं और आपकी video देखने से बहुत प्रेरणा मिलती है। परंतु दीदी आप मेरे चैनल पर भी आकर एक बार जरूर देखे । ओर किसी वीडियो पर comment कर के मुझे बताए भी की वीडियो कैसा बना है । या कोई कमी है तो क्या है। आपका एक छोटा या जवाब मेरा बहुत होसला बड़ा देगा। प्लीज दी

Write A Comment

Pin