Tips

How we get more harvesting . gardening tips for beginners.



#Howwegetmore harvestinggardeningtipsfor beginners.
#Indianterracegardeningart
#terracegardeningIndia
#howwegrowvegetablesat home
#rooftopOrganicvegetableGarden#howwedocontainergardening
#terracegardentipsforbeginners

50 Comments

  1. Madhur geet. Great harvesting. I have harvested 1or 2 fruits each from my three vines of torai and lauki. Shall I uproot them or expect more fruits? Shall I sow other seeds? Please do reply. Utmost admirer.

  2. मेम मेरी लौकी के पौधे मे लोकी तो लगती है पर आधा किलो जितनी लंबी होती है तब डंठल के पास तो स्वस्थ मोटी होती है लेकिन नीचे लटके हुए भाग मे सिकुड़ जाती है कृपया जरुर बताएं 🙏🙏

  3. Mam me Gujarat se Hu . Me 11 me padhai karhahu or me kitchen gardening kar Raha Hu me mere gar pe organic vegetables grow kar Raha Hu or mam aapne kal mera address manga tha bij bhejane ke liye to aap vo bij free me bhejenge . Please reply mam

  4. Very beautiful poetry n video..mam maine karele k beej apni kitchen se karela me se liye the aur unki seed sowing ki thi ab uski bel ek feet ho gyi h kya usme fruiting hogi? Maine beej market se nhi kharide..ghr pe hi extract kiye the

  5. Turai bhi 2-3 max hi aata hai kya container mai…mere turai mai 2-3 aaye uske baadh uska fruiting bandh hai…muje laga aur bhi aayega shayadh

  6. Namste mam I m from 🇳🇵 nepal…yaha par rooj rooj barish horahi hai pichle 11/2 months se…yese me kese plant ko khaad Dale…barshat me sab khaad pani se beh jada hai aur oh pehele se hi over watering ho raha hai…

  7. Aapki kundru dekh ke mujhe thoda lalach aa jata hai. 😜😜😜 Anyway auntyji mere barbati khub badi ho gayi hai par uske patte suddenly yellow hone lage hai, ek hi raat mein yeh change hua hai. What to do??? Plz guide me. Abhi hamare kolkata mein bhi bahut garmi ho rahi hai

  8. Nice harvesting ma'am
    Ma'am मेरे terrace garden me mealybug lag rahi kya karu ?

Write A Comment

Pin