Tips

how we make leaf mould? Q&A gardening tips for beginners



#howwemakeleafmould? Q&Agardeningtipsforbeginners
#indianterracegardeningart
#gardeningtipsforbeginners
#howwedocontainergardening
#gardeningismypassion
#rooftoporganicvegetablegarden

my second channel home decor tipshttps://youtu.be/293Osu14maQ

48 Comments

  1. Mam ji namskar 🙏🙏🙏🙏 mam aapke adenium ke plants 🪴bahut hi acche lag rahe hai..aur aapke ache margdarshan se ab mere garden me vegetables lag rahi hai.thank you mam🙏🙏🙏

  2. Mem chuho se bachane ka koi tarika bataye. Mai jab seeds lagati hun to chuhe unhein nikaal kar kha jate hai. Es vajah se seeds nahi laga pa rahi hun. Chuhe germinate huye seeds ko bhi kha jate hai . Seeds bachaane ka koi tarika bataye please.

  3. Didi cherry tomatoes mein flowers bahut aa rahe hai pollinator bhi hai phir bhi fruit mein convert nahi ho raha kya karu..

  4. Mam aapki chat aur aapka garden bahut pyara hai.
    Mam yadi mai aapka video 2-3 din nahi dekh paati to aisa lagta jaise mai apni bahut pyari si Auntiji ko bahut bahut miss kar rahi hu.

  5. Mam main pattern ki or vegetables ki khad banai hai taiyar ho gai ab usko andar kaise rakho dhup mein Sukha kar ya usko kisi kehte mein Gilli hi rakh de

  6. Namaskar Didi is baar mene approx 18 plant lagaye h baigan ke ab unhe koi khane ko taiyar nhi h khoob baigan lag rhe h logo ko batne ke bad bhi yahi sthithi h kya inhe hata du april me lagaye the

  7. Jai shree Krishna Mamta jee. Mamta jee aapne jaisa ki kha tha kohde ke fal ko bada karne ke liye hand pollination karane ke liye to maine wahi Kiya h aur mera ek kohda abhi thoda bada hua h ab mujhe ye jaanna tha ki mera kohda achhi falwar de uske liye khad ke roop me mitti me main kya kya milau .

  8. Mam mere adeniyam m phool nhi aa rha h
    Mam aapké kahné se seed swoing ki thi sàbhi nikal aayé h lagbhàg 6 inch ke ho gyé h ab aagé kyà kàren
    Pls. Mam guide kàrn

  9. I'm much thankful that I have got much knowledge from your videos. It facilitated me to make the plant bushy and healthy. Buds and flowers are appearing there on. In order to promote growth can I cut them. Please guide me…

    Maqdoom mohiuddin
    Hyd

  10. Hello mam… Nice video… Ek question tha ki agar hum adenium ki pruning karte hai to kitne din me naye shoots aaye hai?

  11. आप अडे नियम के बारे जब भी बातये डेड जरूर डाले तो हमे याद रहे

Write A Comment

Pin