Container Gardening

Big fruit plants on terrace in container | Rashmi's World – Create to Decorate |



Disclaimer:
All the content and images on this channel belong to me and are protected under copyright law. Kindly DO NOT copy or reproduce content without my prior explicit permission
Video links:

Bamboo hut tour : https://youtu.be/V5Pi8L0ZG8M

Balcony garden tour : https://youtu.be/pBgRTSOheok

Garden tour part-3 : https://youtu.be/43z4HO-gGXw

Garden tour part-2 : https://youtu.be/AjSMJ0ffxEM

Garden tour part-1 : https://youtu.be/rX78hZIxTTU

Home tour part-1 : https://youtu.be/x8F9XP7HpgY
___________________________________________

Follow me on:
Instagram – https://www.instagram.com/rashmishukla4/

___________________________________________

35 Comments

  1. Mam mera Bougenvilla ka leaf sikur raha ha kya karu kahi sukh na jaye

    Aur mere mehndi ke plant me chiti ja nahi Rahi

  2. Mashallah madam aapko dekhkar mujhe bahut inspiration milati hai aur Maine bhi Apne ghar mein chhota sa garden bana liya hai

  3. Hello mam mene apne ghar me dragon fruit ka plant lagaya but wo growth ni kar rha bhut slow he plz batao ki uski growth kaise bde gi 🙏🏻🙏🏻

  4. Awesome garden. Rashmi gi u have magic every plant is friendly with u. Good video. Stay happy. Mrs Saeed.

  5. Aapke sbhi plants clustered h. Ek sath rkhe hone ke kaaran aapke plant excess heat and cold m bache rhte h.

  6. Mam mere china orange plant m flowering hi nhi ho rhi h 🙄m Kya karoo usame please tell me 🙏

  7. Ye video 360p may kyo hai quality kharab aati. Please shoot the video in HD

  8. Bohat khushi hoti hai apki itni mehnat say sajaya howa bagh daikh kar dua hai kay isi tarha hara bhara rahay . Mairay plant bhi haray bharay ho jain …ap bilkul there kehti hain kai bohat care karni parti hai sahi waqt par jis plant ki jo requirement ho uskay according kam karna chiay…last year mairay vegi plant 4 inch kay thay is bar flowering hai laikin drop ho rahi hai kia karoon?

  9. My dear Rashmi ji ek bar bahut khubsurat hai upar se aapke plant dekhkar to bahut din Khush hota hai mashallah se plant bhi tamam ke tamam bahut khubsurat hai main bhi koshish kar rahi hun ki Apne plants ko sambhalu acche tarike se aur aapse bahut kuchh Sikh rahi hu jab aap Kisi se koi acchi information lete hain to uski tarif jarur karna chahie aap itna achcha samjhati aur sikhati aur batati Hain ki bahut achcha lagta hai aap Khush rahen muskurati rahen thank u so Mach yasmin🙏⁦❤️⁩🌴🧚🌟⭐🌟⭐🌟⭐🌟

  10. Thank you for sharing your grafting experience . Examplary work you have done in your Potted plants.

  11. Rashmi ji very nice and informative. Kya apne karonde plant pe video Kiya hai? Agar nahi kiya hai to please ek video baniye karonde plant pe.

  12. Mera sade chaar saal purana anaar ka ped hai lekin usmein abhi tak fruiting nhin Hui, flowers aate hain aur jhad jate hain! Please help Rashmi Mam! Aapke fruit plants dekhkar Hmen behad khushi hoti hai. So nice of U Mam!

Write A Comment

Pin