Mam jesaki mene aapki bataya tha ki mene apna ek guldavri ka plant repot kiya h or use shed me hi rakha h,bt wo black or dry hote ja raha h,kya karu!plz help me and tell me solution.thanks and rigard👍
Hi Vijayaji! Maine gamale me Boston fern n Syngonium lagaye hai nursary se laakar! Unko mist spray kiya to bhi mitti gili ho jati hai or uspar fungus aa jata hai! Mere bahot plant aaise kharab ho gaye hai! Ye naye lagaye hai inhe hall me rakhati hu to inhe kaise bacha sakati Hu? Please reply
Ma'am ballu grey colour k sand hota hai.. Jo makan banane mei use hoti hai….kya ballu bhi pots mei dal sakte hai.. Aur kitna milana hoga mitti, compost ke sath. Thnx
19 Comments
nice
nice
Nice Imformation…thanks
आपने मिट्टी कैसे बनाई है वो जरूर बताए ।
Good
Very useful tips , thanks mam.
Mam jesaki mene aapki bataya tha ki mene apna ek guldavri ka plant repot kiya h or use shed me hi rakha h,bt wo black or dry hote ja raha h,kya karu!plz help me and tell me solution.thanks and rigard👍
Good information mam 👌
The points you have discussed had experiences too …..thanks for sharing
Mam mere hibiscus k plant ki leaf yellow ho gai hai, plz kuch suggest dijiye
Good soil topic
थैंक यू मैडम ।
Mam mere paas desi gulab tha wo bilkul sukh gya tha per ab kuchh leaves aane ke baad growth bilkul ruk gai hai kya karu
Abhi mai nai hu garding me
Mam agar ek plant ke pot se mitti nikal ke dusre plant ke pot mein daal de to chalega kya? Ya wo purana soil fek dena hota hai?
Ma'am money plant ke liye konsi soil achi rahegi…
Mam last me jo flower dikhaya h uska kya name h
Hi Vijayaji! Maine gamale me Boston fern n Syngonium lagaye hai nursary se laakar! Unko mist spray kiya to bhi mitti gili ho jati hai or uspar fungus aa jata hai! Mere bahot plant aaise kharab ho gaye hai! Ye naye lagaye hai inhe hall me rakhati hu to inhe kaise bacha sakati Hu? Please reply
Hi Vijayaji! Hamare yaha sand bilkul nahi milati to mittime kya mix karana chahiye?
Ma'am ballu grey colour k sand hota hai.. Jo makan banane mei use hoti hai….kya ballu bhi pots mei dal sakte hai.. Aur kitna milana hoga mitti, compost ke sath. Thnx
Mam…kya sand ki jagah cocopeat use kar sakte hain? Kyunki hamare yahan sand milna mushkil hai